teek hai kaun hai pataa chalega
main ya vo ye to admins tai karenge
maine aapki nudge mein hi keh diya hai ke main aapko kuch nahi kaha
ny the way
aapne vulgar comments ki baat ki
jisne bi kiya sazaa milegi
par usne kiya to aap mujhe beech kyun laa rahe
aur jo dusron ko kahta hai who aapni iit ya iiit degrade karta hai main nahi
samajne waale ko isharaa kafi hai